Fan page

Responsive Ads Here

Whats

YouTube himeah

You

Village

Cm

bloger smart book

bloger smart book

bloger smart book

bloger smart book

Helo bar

Oye

Monday 2 November 2020

Blog ma add kaise lagaya

Sultan love shayari Blogger Ki Har Post Me Adsense Ke Ads Kaise Lagate Hai Ye bahut hi aasan hai. agar aapko blogger ki coding ki thodi bhi jankari hai to aap ye aasani se kar sakte ho. aap new blogger ho to step ache se follow kare. or agar na kar pao to niche comment me problem btaye. Step 1: apne blog ke dashboard par jaye. or template section par click kare. Edit HTML par click kare. Step 2: Ab html box me mouse le ja kar kahi bhi click kare. or Ctrl+F key button daba kar code search kare. Step 3: Ab ye code copy kare. "Apna AdSense ads code yaha paste kare" ki jagah ads ka code paste kare.
Apna AdSense ads code yaha paste kare.
Step 4: ab is code ko ke upar yani code se pahle paste kare. blog template me "" code kei jagah par hoga. hume dusre code ke upar code paste karna hai. Change Ads Placement: agar aap ads post ke ke bich me nahi dikhana chahate to. code me diye center ki jagah right ya left karke ads ko right or left me dikha sakte hai. agar aapke blog me post me ads show na ho to dusre ke niche upar btaye code ko paste karke try kare. agar aap post ke and me ads dikhana chahate ho to post me btaye code ko ke niche paste kar sakte ho. I hope is post me btayi tricks se ab aapko bar bar post me code paste karne ki jarurat nahi padegi. to plz don't ignore it. post ko share jarur kare. sath hi humari site ko subscribe bhi kare. Agar new blogger hai aapko blogger ke bare me or bhi jankari chahiye to aap Blogspot Par Free Blog Banane Ke Bad Kya Kare Full Guide post padiye. isme aapko blog ko design karne, seo friendly banane, fast loading banane ke sath or bhi bahut sari jankari milegi. so new blogger is post ko ek bar jarur read kare.

0 comments:

Post a Comment